Powered By Blogger

Sunday, March 28, 2010

DOST

KYA TU JANTA HAI ? DOST
MERA YE KAVYA KAISA HAI ?
TAAJGI SE BHARPUR......SACH KAHU TAJAA.......!!!!
"SUBAH KHILE HUE PHOOL JAISA" 
KHUSHUNMA SUBAAH KI CHAI JAISA
DOOR GAGAN ME HAVA ME BAHE RAHE PANCHHI JAISA
SANDHAYA KA TEHUNK JAISA
TERE JULFO ME RAHE GAYE 
EK PANI KE RAHE GAYE BUND JAISA
GRISHMA ME ADHAR AUR 
NAASIKA KE BICH ME BASE PRASWED KE BUND JAISA
KYA TU JANTA HAI MERE YE KAVYA KO ?
YE ABHI - ABHI LIKHA HUA ASPATAL ME JANME BACHHA JAISA
YE SIRF AUR SIRF "DOST" ......TERE LIYE HI......
NOTE :-
KAVYA -> POETRY / GAGAN --> SKY / GRISHMA -> SUMMER / ADHAR -> LIPS / NASIKA - > NOSE

No comments: